Tafseer-e-Quran Class #547 (Surah Al-Mujadila Ruku #02) | Mufti Tariq Masood Speeches π
From Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood Β· Β· 46 min
This plays from the publisher's own server. We do not host a copy.
Description
(0:00) Intro
(0:15) Aaj ke lecture ka overview
(0:29) Surah Mujadila β Ruku 02 (Lafzi Tarjuma + Grammar)
(15:28) Allah sab janta hai β sargoshiyan bhi
(16:43) Shan-e-nazul: Yahudi musalmanon ko pareshan karne ke liye sargoshiyan karte thay
(17:52) Mehfil me sargoshi karna kaisa hai?
(18:45) Yahudiyon ka Nabi ο·Ί ki majlis me ghalat salam
(19:14) Munafiqin ki sargoshiyan
(19:27) Nabi ο·Ί ki majlis ke adaab
(21:44) Sargoshi karne walon ke liye tanbeeh
(22:46) Sargoshi na karna β insaniyat ka bunyadi haqq
(24:58) Yahudiyon ki badduayein β foran azab kyun nahi aaya?
(26:35) Munafiqin ka double jurm (deen ke khilaf sargoshiyan)
(30:12) Momineen ke liye Allah ki tasalli
(31:37) Waqia: Badar ke sahaba majlis me aaye
(33:05) Senior sahaba ka protocol
(34:26) Doosron ke liye aasani paida karne ka ajar
(34:54) Ameer-e-majlis ki itaβat ka faida
(36:02) Ilm walon ka maqam
(36:56) Majlis ke adaab
(38:19) Nabi ο·Ί ki majlis me aane se pehle sadqa ka hukam
(40:23) Hukam mansookh hone ki wajah
(42:23) Sawal: Hukam diya kyun gaya jab amal nahi karwana tha?
(44:47) Deen ki dawat me ameer ghareeb barabar
(46:00) Next lecture preview
(46:13) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy (https://acast.com/privacy) for more information.
Back to Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood Β· Report a problem