Tafseer-e-Quran Class #525 (Surah Hujrat Rukoo #01) | Mufti Tariq Masood Speeches
From Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · · 38 min
This plays from the publisher's own server. We do not host a copy.
Description
(0:00) Intro
(0:38) Tehqeeq ke qabil khabrein
(2:20) Social media par bila tehqeeq khabrein phailana
(3:54) Tehqeeq ke mamlay mein 3 qisam ki cheezen
(4:24) Hakim ki ita‘at karna
(7:14) Sahaba (RA) ki deeni hamiyat
(9:35) Sahaba (RA) se muhabbat — imaan ka hissa
(10:53) Hakim-e-waqt se larrne ki 2 sooratein
(13:26) Hakim agar zalim/fasiq ho lekin Islami nizaam nafiz ho
(15:40) Hakim agar kafir/mushrik ho
(16:34) Hakim agar Musalman ho lekin Islami nizaam nafiz na ho
(17:41) Pakistan mein musallah baghawat ka hukm
(19:49) Pakistan ki shar‘i haisiyat (definition)
(21:35) Dar-ul-harb mein musallah baghawat
(23:13) Khulasa — hakim ke khilaf baghawat kab jaiz hai
(25:08) Baghiyon ke sath hukumat ka muamla
(28:20) Hazrat Ali (RA) ka Khawarij ke khilaf qitaal
(29:26) Sahaba (RA) ke 3 groups (Ali RA, Muawiya RA, aur kinara kashi)
(32:01) Baghiyon ka qatal — kab aur kis had tak
(34:16) Baghi kamzor hon to kya hukm
(35:39) Fitno ke daur mein 3 qisam ke ahkaam
(36:44) State Muslim na ho to kinara kashi
(37:26) State Islami ho to apni himmat ke mutabiq burai rokna
(37:34) Baghawat ki surat mein hukumat ka sath dena
(38:27) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy (https://acast.com/privacy) for more information.
Back to Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · Report a problem