Tafseer-e-Quran Class #555 (Surah Jumua Ruku #01/02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
From Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · · 39 min
This plays from the publisher's own server. We do not host a copy.
Description
(0:00) Intro
(0:16) Aaj ka lecture overview
(0:29) Ruku 01 – Surah Jumua (Lafzi tarjuma + grammar)
(9:11) Nabi ﷺ ke ummi aur Arabi hone me Allah ki hikmat
(12:32) Nabi ﷺ ke 4 farz-e-mansabi: Qur’an ki tilawat, tazkia-e-nafs, Qur’an sikhana, Hadis
(21:20) Qayamat tak aany walon ki tarbiyat Nabi ﷺ ke zariye
(23:02) Yahudiyon ki ghalat fehmi ka jawab
(24:41) Musalmanon ki ghalat fehmi ka jawab
(25:39) Yahudiyon ki maut se nafrat ki wajah
(31:19) Maut ki tayyari maut se pehly
(32:45) Ruku 02 – Surah Jumua (Lafzi tarjuma + grammar)
(34:45) Shan-e-nazul: Juma ke din khutba ke dauran Nabi ﷺ ko akela chhorna
(35:53) Fatwa: Juma ki azan ke baad kaam haram
(36:31) Juma ke waqt karobar band karna
(37:08) Juma ke baad karobar jaiz lekin zikr ke sath
(37:48) Naye Sahaba ki ghalti par Allah ki tanbeeh
(38:45) Juma ka khutba sunna wajib
(39:01) Aaj ke businessmen ke liye naseehat
(39:31) Juma ke waqt fazool kaam
(39:44) Next lecture preview
(39:52) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy (https://acast.com/privacy) for more information.
Back to Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · Report a problem