Tafseer-e-Quran Class #523 (Surah Fatah & Hujrat Rukoo #4/1) | Mufti Tariq Masood Speeches
From Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · · 40 min
This plays from the publisher's own server. We do not host a copy.
Description
(0:00) Intro
(0:17) Nabi (SAW) ka khwab poora hona — Sahaba (RA) ke sath Umrah
(2:01) Ihram se nikalne ke liye baal katna — qasar ka masla
(3:53) Khawateen ke liye halq ka hukm
(4:13) Halq vs qasar ka farq
(5:25) Sahaba (RA) ko tasalli aur Fatah-e-Khaibar ki khushkhabri
(7:02) Sahaba-e-Kiram (RA) ki fazilat
(8:55) Sahaba (RA) par aitraaz ka jawab — Sulah Hudaibiya aur ikhtilafaat ki hikmat
(11:29) Taurat mein Sahaba (RA) ki sifaat — ibadat aur qurbani
(15:38) Injeel mein Sahaba (RA) ki misaal — pauday ki tarbiyat aur nashonuma
(18:57) Nabi (SAW) ki aakhri imamat mein Sahaba (RA) par nazar
(19:27) Sahaba (RA) ki quwwat dekh kar kuffar ki hasad
(20:41) Sahaba (RA) ka ajr
(21:47) Aham sabaq — Nabi (SAW) ki sachai, Sulah Hudaibiya ki kamyabi, Sahaba (RA) ki fazilat
(25:14) Surah Hujurat ka mauzu
(25:56) Surah Hujurat Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar)
(39:58) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy (https://acast.com/privacy) for more information.
Back to Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · Report a problem